So friends we have brought you Basic Islamic information in Urdu which after reading it will increase your knowledge and you will be able to know a lot about Islam and you can share it with your friends.
I hope you like this information if you like this information then share your valuable opinion in comment.
Basic Islamic information in Urdu
sadqa qayamat walay din saya ban
kar aaye ga
صدقہ قیامت والے دن سایہ بن کر آئے گا
no zilhaja ka aik roza aik saal guzashta aur
aik saal aindah ke gunaaho ka kaffara hai
نو ذوالحجہ کا ایک روزہ ایک سال گزشتہ
اور ایک سال آئندہ کے گناہوں کا کفارہ ہے
qayamat ke din Sooraj insanon ke sab se
ziyada qareeb aa jaye gi
قیامت کے دن سورج انسانوں کے سب سے
زیادہ قریب آ جائے گا
nikah woh ibadat hai jo jannat mein
aurat aur mard dono karen ge
نکاح وہ عبادت ہے جو جنت میں
عورت اور مرد دونوں کریں گے
walidain ka nafarman shakhs qayamat walay
din jannat ki khushbu se mahroom rahay ga
والدین کا نافرمان شخص قیامت والے
دن جنت کی خوشبو سے محروم رہے گا
hazrat Yaqoob alaihi salam woh nabi hain jo
apne betay ki judai mein 40 saal tak rotay rahay
حضرت یعقوب علیہ السلام وہ نبی ہیں
جو اپنے بیٹے کی جدائی میں 40 سال تک روتے رہے
wuzu karte waqt jism ke aaza dhoney se
Saghira gunah maaf hotay hain
وضو کرتے وقت جسم کے اعضاء دھونے
سے صغیرہ گناہ معاف ہوتے ہیں
hazrat eesa ko rooh Allah kaha jata hai
حضرت عیسی کو روح اللہ کہا جاتا ہے
woh das sahabi jin ko duniya mein hi jannat
ki basharat day di gayi un ko
ashra Mubashira kaha jata hai
وہ دس صحابی جن کو دنیا میں ہی جنت کی
بشارت دے دی گئی ان کو عشرہ مبشرہ کہا جاتا ہے
hazrat ismael ko abbu alarab kaha jata hai
حضرت اسماعیل کو ابو العرب کہا جاتا ہے
hazrat ayub woh nabi hain jin ke sabr ko
misaal ke tor par bayan kya jata hai
حضرت ایوب وہ نبی ہیں جن کے صبر کو مثال
کے طور پر بیان کیا جاتا ہے
beetullah ki chhat woh pak jagah hai
jahan par namaz nahi hoti
بیت اللہ کی چھت وہ پاک جگہ ہے جہاں پر نماز نہیں ہوتی
jehaad bilnafas ko jehaad akbar kaha jata hai
جہاد بالنفس کو جہاد اکبر کہا جاتا ہے
hazrat Yousuf ka husn dekh kar aurton ne
apni ungelian kaat li theen
حضرت یوسف کا حسن دیکھ کر عورتوں
نے اپنی انگلیاں کاٹ لی تھیں
khalaa aisi jagah hai jahan insaan ro nahi sakta
خلا ایسی جگہ ہے جہاں انسان رو نہیں سکتا
surah al maaida mein wada poora karne
ka hukum diya gaya hai
سورۃ المائدہ میں وعدہ پورا کرنے کا حکم دیا گیا ہے
shaheed jannat mein jane ke baad dobarah
duniya mein anay ki khwahish zahir kere ga
شہید جنت میں جانے کے بعد دوبارہ
دنیا میں آنے کی خواہش ظاہر کرے گا
hazrat Umar razi Allah taala anho ka dil
apni behan se quran Majeed ki aayat sun
kar islam ki taraf mael ho gaya tha
حضرت عمر رضی اللہ تعالیٰ عنہ کا دل اپنی بہن سے
قرآن مجید کی آیت سن کر اسلام کی طرف مائل ہو گیا تھا
qurbani ke janwar ka gosht khanay se
sawab milta hai
قربانی کے جانور کا گوشت کھانے سے ثواب ملتا ہے
rozay ko gunaaho ke khilaaf dhaal kaha jata hai
روزے کو گناہوں کے خلاف ڈھال کہا جاتا ہے
anbia karaam ka wuzu sonay se bhi nahi tootta
انبیاء کرام کا وضو سونے سے بھی نہیں ٹوٹتا
gham o pareshani insaan ke liye aadha
burahpa hai
غم و پریشانی انسان کے لیے آدھا بوڑھاپا ہے
sadqa karna insaan ko buri mout
se bachata hai
صدقہ کرنا انسان کو بری موت سے بچاتا ہے
jab Allah taala naraaz hota hai to ghar se
deeni mahol khatam ho jata hai
جب اللہ تعالیٰ ناراض ہوتا ہے تو گھر سے دینی
ماحول ختم ہو جاتا ہے
Allah taala ka zikar aur khairaat karne se insaan
ke rizaq mein izafah hota hai
اللہ تعالیٰ کا ذکر اور خیرات کرنے سے انسان کے
رزق میں اضافہ ہوتا ہے
mout se qayamat tak ke safar ko
aalam barzakh kehte hain
موت سے قیامت تک کے سفر کو عالم برزخ کہتے ہیں
jis ghar mein aurat ki izzat nah ho is ghar mein
apni beti ka rishta bhool kar bhi nahi
karna chahiye
جس گھر میں عورت کی عزت نہ ہو اس گھر میں اپنی
بیٹی کا رشتہ بھول کر بھی نہیں کرنا چاہیے
shohar ki nafarman aurat ko zabaan ke zariye
jahannum mein larkaya jaye ga
شوہر کی نافرمان عورت کو زبان کے ذریعے
جہنم میں لٹکایا جائے گا
Phalestine ko nabiyo ki sir zameen kaha jata hai
فلسطین کو نبیوں کی سر زمین کہا جاتا ہے
hamal ke douran aurat sorة Yousuf parhay
to bacha khobsorat peda hota hai
حمل کے دوران عورت سورة يوسف پڑھے
تو بچہ خوبصورت پیدا ہوتا ہے
dozakh mein jahanamiun ka libaas aag
ka ho ga
دوزخ میں جہنمیوں کا لباس آگ کا ہو گا
aik mard par sab se ziyada is ki maa
ka hota hai
ایک مرد پر سب سے زیادہ حق اس کی ماں کا ہوتا ہے
mazhab islam ko puranay zamane mein
deen ibraahimi ke naam se puraka jata tha
مذہب اسلام کو پرانے زمانے میں دین ابراہیمی
کے نام سے پکارا جاتا تھا
sharaab ko buraiyon ki maa kaha jata hai
شراب کو برائیوں کی ماں کہا جاتا ہے
pait ke bal sona deen islam mein mana hai
پیٹ کے بل سونا دین اسلام میں منع ہے
shirk karne ko quran Majeed mein sab se
bara zulm qarar diya gaya hai
شرک کرنےکو قرآن مجید میں سب سے
بڑا ظلم قرار دیا گیا ہے
lamba qiyam karne wala mout ki takleef
se mehfooz rehta hai
لمبا قیام کرنے والا موت کی تکلیف سے محفوظ رہتا ہے
neki aur buraiee ki samajh aajana sachey
momin honay ki nishani hai
نیکی اور برائی کی سمجھ آجانا سچے
مومن ہونے کی نشانی ہے
ghar mein agar batii jalanay se ghar mein
jaanat atay han. aksar jaanat ko agar
batii ki khushbu bohat pasand hoti hai
گھر میں اگر بتی جلانے سے گھر میں جنات آتے ہیں اکثر
جنات کو اگر بتی کی خوشبو بہت پسند ہوتی ہے