Islamic Quotes in Urdu
Islam is the peaceful and the only religion of the world which is on the path of success.Islam is the religion of bowing down to Allah alone and obeying and following Allah and prophet Muhammad (peace be upon him).Because Islam teaches Apt about peace, love and brotherhood.
So we bring you Islamic quotes in Urdu which are very useful and popular among the Muslim community all over the world.From which you can learn the lesson of peace, love and brotherhood.
Below are beautiful Islamic Quotes in Urdu.which are in images and text. By reading them you can learn about love and brotherhood and can share them with your loved ones on Facebook, TikTok, Instagram and Twitter.
For more Islamic quotes in Urdu please share your valuable opinion in the comment section.
Best Islamic Quotes in Urdu
ALLAH behtar kere ga yeh woh alfaaz hain jis
se insaan ki aadhi perishani daur ho jati hai
اللہ بہتر کرے گا یہ وہ الفاظ ہیں جس سے
انسان کی عادی پریشانی دور ہو جاتی ہے
aqal ki lakhoon daleelen Allah taala se aik
gunah bhi maaf nahi karwa sakteen magar
dua mein nedamat ka aik ansoo mumkin
hai zindagi bhar ke gunah maaf kara day
عقل کی لاکھوں دلیلیں اللہ تعالی سے ایک
گناہ بھی معاف نہیں کروا سکتی مگر
دعا میں ندامت کا ایک آنسو ممکن ہے
زندگی بھر کے گناہ معاف کرا دے
Sirf rab ki zaat aisi hai jo maffi mangnay pay
yeh nahi puchta ke ghalti kyun ki thi
صرف رب کی ذات ایسی ہے جو معافی مانگنے
پے یہ نہیں پوچھتا کہ غلطی کیوں کی تھی
khamoshi aik aisi ibadat hai
farishta usay likh nahi sakta
shetan usay bigaar nahi sakta
aur rab ke siwa koi usay jaan nahi sakta
خاموشی ایک ایسی عبادت ہے فرشتہ اسے
لکھ نہیں سکتا شیطان اسے بگاڑ نہیں سکتا
اور رب کے سوا کوئی اسے جان نہیں سکتا
Sadgi imaan ki alamat hai, haya aur kam bolna
imaan ki shaakhen Padashi tor par insaan
nah to farishta hai aur nah shetan, lekin apne
aamaal ke zareya farishta se bhi behtar ho
sakta hai aur shetan se bhi badter ho sakta hai
سادگی ایمان کی علامت ہے حیا اور کم بولنا
ایمان کی شاخیں ہیں پیدائشی طور پر انسان
نہ تو فرشتہ ہے اور نہ شیطان لیکن اپنے اعمال
کے ذریعے فرشتے سے بھی بہتر ہو سکتا ہے
اور شیطان سے بھی بدتر ہو سکتا ہے
rab ko hamari nahi
balkay hamein rab ki zaroorat hoti hai
رب کو ہماری نہیں بلکہ ہمیں رب کی ضرورت ہوتی ہے
mere Allah mere dil ko itna pakeeza kar day
teri arzoo ke siwa dil mein koi tamanna nah rahay
Teri manoo tujhe chahoon teri arzoo karoon
is ke siwa zindagi mein koi khwahish nah rahay
میرے اللہ میرے دل کو اتنا پاکیزہ کر دے
تیری آرزو کے سوا دل میں کوئی تمنا نہ رہے
تیری مانو تجھے چاہوں تیری آرزو کروں اس
کے سوا زندگی میں کوئی خواہش نہ رہے ہو
dil mein sirf rab ke liye mohabbat rakho
duniya ki mohabbat gham ke siwa kuch nahi deti
دل میں صرف رب کے لیے محبت رکھو
دنیا کی محبت غم کے سوا کچھ نہیں دیتی
Allah ki raah bzahir kaanton se bhari magar
dar haqeeqat itminan aur sukoon ki
doulat se bhari pari hai
اللہ بغیر کانٹوں سے بھری مگر درحقیقت
اطمینان اور سکون کی دولت سے بھری پڑی ہے
Allah asliyat dikha deta hai har rishte ki har
talluq ki har mohabbat ki har insaan ki
sab dikha ke aadmi se puchta hai
ab bta tera mere siwa aur kon hai
اللہ اصلیت دکھاتا ہے ہر رشتے کی ہر تعلق کی
ہر محبت کی ہر انسان کی سب دکھا کے
آدمی سے پوچھتا ہے اب بتا تیرا میرے سوا
اور کون ہے ٹھیک ہے
gharon mein rakhay quran par jami hui dhool
dil par jami hui siyahi ko zahir karti hai
گھروں میں رکھے قرآن پر جمی ہوئی دھول
دل پر جمی ہوئی سیاہی کو ظاہر کرتی ہے
rab se jab kuch mango to rab ko hi mango
kyunkay jab rab tumhara hai to sab kuch
tumhara hai
رب سے جب کچھ مانگو تو رب کو ہی مانگو
کیونکہ جب رب تمہارا ہے تو سب کچھ تمہارا ہے
maiyat aur qabar ko dekh kar bhi hum
apne aamaal durust nahi karte
qabrustan se wapsi par hum yeh samajte
hain ke bas isi ne marna tha
میت اور قبر کو دیکھ کر بھی ہم اپنے اعمال
درست نہیں کرتے قبرستان سے واپسی پر
ہم یہ سمجھتے ہیں کہ بس اسی نے مرنا تھا
sir par dupatta rakhnay se aurat
Allah pak ke saaye mein rehti hai
سر پر دوپٹہ رکھنے سے عورت
اللہ کے سائے میں رہتی ہے
zindagi har shakhs ki guzarti hai behtareen
zindagi woh hai jo rab Tabarak taala ke
liye waqf ho jaye
زندگی ہر شخص کی گزرتی ہے بہترین زندگی وہ ہے
جو رب تبارک و تعالی کے لیے وقف ہو جائے
Kia yeh kam hai ke mere kkhuda ne mujhe
apne mehboob ka ummati kar diya
Alhamdulillah
کیا یہ کم ہے کہ میرے خدا نے مجھے
اپنے محبوب کا امتی کر دیا الحمدللہ
kya bakhshay jayen ge hum har namaz ke
baad na Mehram ko mangnay walay
کیا بخشے جائیں گے ہم ہر نماز کے بعد
نا محرم کو مانگنے والے
rab ko oopar nah dhoond zara si gardan
neechay kar rab tujhe apne dil mein miley ga
رب کو اوپر نہ ڈھونڈ ذرا سی گردن
نیچے کر رب تجھے اپنے دل میں ملے گا
nakiyon par ghhor o fikar nakiyon ki targheeb
deta hai aur gunaaho per peshmani
gunah chorney par amaada karti hai
نیکیوں پر غور و فکر نیکیوں کی ترغیب
دیتا ہے اور گناہوں پر پشمانی گناہ چھوڑنے
پر آمادہ کرتی ہے
aur jo tumhe koi bhalai puhanche to woh
Allah ki taraf se hai
aur jo tumhe koi buraiee puhanche to
tumahray aamaal ki wajah se
اور جو تمہیں کوئی بھلائی پہنچائے تو
اللہ کی طرف سے ہے اور جو تمہیں کوئی
برائی پہنچائے تو تمہارے اعمال کی وجہ سے کال
jab tak hum Allah ke rastay par saabit qadmi
se chaltay rahen ge
tab tak koi bhi hamein jhukanay mein
kamyaab nahi ho sakay ga
جب تک ہم اللہ کے راستے پر ثابت قدمی سے
چلتے رہیں گے تب تک کوئی بھی ہمیں جھکانے
میں کامیاب نہیں ہو سکے گا
be shak zindagi thaka dainay wali cheez hai
aur jab tum thak jao to apne rab ko yaad kar liya
karo kyunkay sukoon to sirf allah ke zikar mein hai
بے شک زندگی تھکا دینے والی چیز ہے اور
جب تم تھک جاؤ تو اپنے رب کو یاد کر
لیا کرو کیونکہ سکون تو صرف
اللہ کے ذکر میں ہے
FAQS (Related Questions Islamic Quotes in Urdu)