Love Quotes in Urdu
Love quotes in Urdu can make you fall in love.If you love someone and he doesn’t love you back.So you can attract him by telling him love quotes in urdu and his heart will be filled with love and he will fall in love with you too.
Also, you can use to express your love to your parents and siblings.Because of which they are attracted to you.You can attract anyone by reciting them.
Below are the best love quotes in Urdu.Read on to discover for that special someone you love.Which are given to you in images and text and share them with your loved ones on Facebook Instagram Twitter and TikTok.
For more love quotes in urdu do let us know your valuable opinion in comment.
Best Love Quotes in Urdu
zindagi ki jis chaak ko aqal nahi si sakti
mohabbat usay apni taar aur sui ke
baghair si layte hai
زندگی کی جس چاک کو عقل نہیں سیکھ سکتی
محبت اسے اپنی تار اور سوئی کے بغیر سی لیتی ہے
mohabbat barri ziddi hoti hai, mehboob majazi
ke nah milnay par bhi mayoos nahi hoti aur
musalsal riyazat ke nateejay mein,
MEHBOOB haqeeqi ko pa layte hai
aur yahi usakee barri kamyabi hai
محبت بڑی ضدی ہوتی ہے محبوب مجازی کے
نہ ملنے پر بھی مایوس نہیں ہوتی اور مسلسل
ریاضت کے نتیجے میں محبوب حقیقی کو
پا لیتی ہے اور یہی اس کی بڑی کامیابی ہے
jo log marz ishhq se Shifa yab nahi ho paate’
un ki darasal” niyat” nahi hoti mehboob ki
yaad ke nashay” se niklny ki
جو لوگ مرض عشق سے شفایات نہیں ہو پاتے
ان کی دراصل نیت نہیں ہوتی محبوب کی
یاد کے نشے سے نکلنے کی
mohabbat ka ehsas bhi lafzon ka mohtaaj hota
hai kyunkay fasloon mein yeh lafz hi hotay hain
jo aik dosray ka ehsas dilay rakhtay hain agar
mohabbat bartao ki hi mohtaaj hoti to daur
rehne walay talluq hamesha khamoshi ki nazar
hu jatay hain har cheez ka aik waqt hota hai
kabhi mohabbat ehsas aur ravayye se nazar
aati hai to kabhi baton se
محبت کا احساس بھی لفظوں کا محتاج ہوتا ہے
کیونکہ فاصلوں میں یہ لفظ ہی ہوتے ہیں جو ایک
دوسرے کا احساس دلائے رکھتے ہیں اگر محبت
برتاؤ کی ہی محتاج ہوتی تو دور رہنے والے تعلق
ہمیشہ خاموشی کی نظر ہو جاتے ہیں ہر چیز
کا ایک وقت ہوتا ہے کبھی محبت احساس اور
رویے سے نظر آتی ہے تو کبھی باتوں سے
bara masoom jazba hai sadaqat ho agar is
mein mohabbat ko jahan bhi ho mohabbat
dhoond layte hai
بڑا معصوم جذبہ ہے صداقت ہو اگر اس میں
محبت کو جہاں بھی ہو محبت ڈھونڈ لیتی ہے
mohabbat ke kamray ki aik khirki khush fehmi ke
jazeeray ki taraf khulti hai. aur wohi manzar sab
ko haqeeqat lagta hai
محبت کے کمرے کی ایک کھڑکی خوش فہمی
کے جزیرے کی طرف کھلتی ہے اور وہی
منظر سب کو حقیقی لگتا ہے
mohabbat to bas mohabbat hoti hai
qurbani eesaar bardasht dar guzar aik
dosray ke ehsas o jazbaat ka paas yahi
to mohabbat ke ajzaye tarkeebi hain
محبت تو بس محبت ہوتی ہے قربانی ایثار
برداشت درگزر ایک دوسرے کے احساس
و جذبات کا پاس یہی ہی تو محبت کے
اجزائے ترکیبی ہیں
izzat ke baghir duniya ki kisi mohabbat
ka koi wujood nahi
عزت کے بغیر دنیا کی کسی محبت کا کوئی وجود نہیں
log apni boriyat daur karne ke liye aap ko
Aziz rakhen to ussay mohabbat samajhney
ki ghalti nah kijiyej
لوگ اپنی بوریت دور کرنے کے لیے اپ کو عزیز رکھیں
تواسے محبت سمجھنے کی غلطی نہ کیجئے
mohabbat” dhoandne walon ko nahi
baantane walon ko millti hai
محبت ڈھونڈنے والوں کو نہیں بانٹنے والوں کو ملتی ہے
qader karna sekhen nah zindagi baar baar
aati hai nah log
قدر کرنا سیکھیں نہ زندگی بار بار آتی ہے نہ لوگ
mujhe kya pata tha itni mohabbat ho jaye gi
mujhe to bas tumhara muskurana acha lagta tha
مجھے کیا پتہ تھا اتنی محبت ہو جائے گی
مجھے تو بس تممارا مسکرانا اچھا لگتا تھا
mohabbat ke peda honay mein der lagti
hai magar nafrat ke peda honay mein koi
der nahi lagti. pehli cheez jitni mushkil hai,
doosri cheez itni hi aasaan
محبت کے پیدا ہونے میں دیر لگتی ہے مگر نفرت
کے پیدا ہونے میں کوئی دیر نہیں لگتی پہلی
چیز جتنی مشکل ہے دوسری چیز اتنی ہی آسان
nafrat paalne walay log bohat kamzor hotay hain
jin mein muhabbaten nibhanay ki sakt nahi hoti
نفرت پالنے والے لوگ بہت کمزور ہوتے ہیں
جن میں محبتیں نبھانے کی سکت نہیں ہوتی
tum mohabbat ko khail kehte ho hum
ne zindagi barbaad kar li
تم محبت کو کھیل کہتے ہو ہم نے زندگی برباد کر لی
mohabbat is duniya mein zindagi ka darya hai
محبت اس دنیا میں زندگی کا دریا ہے
aap mohabbat mein girnay ke liye kashish
saqal ko moorad ilzaam nahi thehra Sakty
آپ محبت میں گرنے کے لیے کشش ثقل کو
مورد الزام نہیں ٹھہرا سکتے
wafa par qaim hain magar mohabbat
chore di hum ne
وفا پر قائم ہیں مگر محبت چھوڑ دی ہم نے
jism chone se mohabbat nahi hoti ishhq
woh jazba hai jisay imaan kehte hain
جسم چھونے سے محبت نہیں ہوتی
عشق وہ جذبہ ہے جسے ایمان کہتے ہیں
mohabbat ko alfaaz mein nahi andaaz aur
lahjoon mein talaash karen alfaaz to
munafiqeen ke bhi achay hotay hain
محبت کو الفاظ میں نہیں انداز اور لہجوں
میں تلاش کریں کیونکہ الفاظ تو منافقین
کے بھی اچھے ہوتے ہیں
bhichar na jin se namumkin tha mujhe un se
miley zamana beeet gaya
بچھڑنا جن سے ناممکن تھا مجھے
ان سے ملے زمانہ بیت گیا
mujhe chore diya tum ne to koi baat nahi hum
dua kere ge ke koi tujhe nah chhorey kisi avrke liye
مجھے چھوڑ دیا تم نے تو کوئی بات نہیں
ہم دعا کریں گے کہ کوئی تجھے نہ چھوڑے
کسی اور کے لیے
mohabbat ki pehchan miqdaar se nahi miaar
se hoti hai. mohabbat thori hi miley par
sachhi miley to zindagi sanwar jati hai
محبت کی پہچان مقدر سے نہیں معیار
سے ہوتی ہے محبت تھوڑی ہی ملے پر
سچی ملے تو زندگی سنور جاتی ہے
izzat aur mohabbat do aisi jaanen hain ke
agar un mein se koi aik mar jaye to doosri
khud hi mar jati hai
عزت اور محبت دو ایسی جانیں ہیں
کہ اگر ان میں سے کوئی ایک مر جائے
تو دوسری خود ہی مر جاتی ہے
bara ziddi hai yeh dil mera ke teri mohabbat
mein machalta hai warna hum ne to kayi
logon ko thukra diya
بڑا ضدی ہے یہ دل میرا کہ تیری محبت میں
مچلتا ہے ورنہ ہم نے تو کئی لوگوں کو ٹھکرا دیا
aur jab mohabbat be panah ho kisi se to
har teesra shakhs bura lagta hai
اور جب محبت بے پناہ ہو کسی سے
تو ہر تیسرا شخص برا لگتا ہے
ishhq to hota hi yaktarfa hai jo do Tarfah
ho usay qismat kehte hain
اس تو ہوتا ہی یک طرفہ ہے
جو دو طرفہ ہو اسے قسمت کہتے ہیں
ajeeb hai yeh mohabbat ki duniya Jo dil
mein rehtay hain wohi dard dete hain
عجیب ہے یہ محبت کی دنیا جو دل
میں رہتے ہیں وہی درد دیتے ہیں
hum is mourr pay aa punchy hain mohabbat
mein jahan dil kisi aur ko chahay to gunah hota hai
ہم اس موڈ پہ آ پہنچے ہیں محبت میں
جہاں دل کسی اور کو چاہے تو گناہ ہوتا ہے
bara masoom jazba hai sadaqat ho agar
is mein mohabbat ko jahan bhi ho
mohabbat dhoond layte hai
بڑا معصوم جذبہ ہے صداقت و اگر اس میں
محبت کو جہاں بھی ہو محبت ڈھونڈ لیتی ہے
mohabbat mili neend bhi apni nah rahi
gumnaam zindagi thi to kitna sukoon tha
محبت ملی نیند بھی اپنی نہ رہی
گمنام زندگی تھی تو کتنا سکون تھا