In this blog post we will tell you about Urdu Quotes About Life. but before that we will talk about the different types of Urdu Quotes.

Different Types Of Urdu Quotes

There are many different types of Urdu quotes, and each has a unique beauty and depth. One kind of Urdu quote that speaks to many people’s emotions is the romantic quote, which is full of longing and passion. These quotations masterfully capture the nuances of relationships as well as love and heartache.

Inspirational quotes in Urdu that elevate people’s spirits and provide them motivation in trying times fall under a different category. These quotations frequently highlight resiliency, tenacity, and the capacity to overcome challenges. They are a source of inspiration and encouragement for people in need.

In addition, there are philosophical quotations in Urdu that explore the deeper aspects of existence, life, and human nature. These thought-provoking quotations encourage reflection on the wonders of the cosmos and introspection.

Every kind of Urdu quote presents a different angle on the feelings, experiences, and knowledge that have been passed down through the ages.

 Best Urdu Quotes about Life:

“Tumhara chaal Chalan is baat se maloom

ho sakta hai ki tum kis chiz ko dekh kar

Khush hote  ho”

Urdu Quotes about Life

تمہارا چال چلن اس بات سے معلوم ہو سکتا ہے

کہ تم کس چیز کو دیکھ کر خوش ہوتے ہو

 

“Nasihat Sachi Khairkhwahi hai jise Ham

Nahin sunte lekin khushamad badtarin dhoka

hai jis per  puri tavajjo dete Hain”

Urdu Quotes about Life

نصیحت سچی خیر خواہی ہے جسے ہم نہیں

سنتےلیکن خوشامد بدترین دھوکہ ہے جس

پر پوری توجہ دیتے ہیں

 

“Har shaks ki khwahish hai ke vo taweel Umar

paye lekin budhape se hare ki jaan jaati hai”

Urdu Quotes about Life

ہر شخص کی خواہش ہے کہ وہ طویل عمر پائے

لیکن بڑھاپے سے ہر ایک کی جان جاتی ہے

 

“Sabar ka ghunt dusron ko pilana aasan hai

khud peete hue pata chalta hai ky aik aik

katra Pina Kitna bhari parta hai”

Urdu Quotes about Life

صبر کا گھونٹ دوسروں کو پلانا آسان ہے

خود پیتے ہوئے پتہ چلتا ہے کہ ایک

ایک قطرہ پینا کتنا بھاری پڑتا ہے

 

“Galti usi se Hoti hai Jo mehnat karta hai

nikammon ki zindagi to dusron ki galtiyan

nikaalne mein guzar jaati hai”

Urdu Quotes about Life

غلطی اسی سے ہوتی ہے جو محنت کرتا ہے

نکموں کی زندگی تو دوسروں کی غلطیاں

نکالنے میں گزر جاتی ہے

 

aap ka jawabi radd amal aap ki sab se barri

taaqat hai manfi soch logon aur cheezon

ke baray mein jitna kam radd amal den

ge utnahi par sukoon hotay jayen ge

Urdu Quotes about Life

آپ کا جوابی رد عمل آپ کی سب سے بڑی طاقت ہے

منفی سوچ لوگوں اور چیزوں کے بارے میں جتنا کم

رد عمل دیں گے اتناہی پر سکون ہوتے جائیں گے

 

mosbet soch rakhnay walon ke liye yeh kabhi

bhi mushkil nahi hota ke woh apni nakami

ko aik naye mauqa ki shakal mein dekhen

Urdu Quotes about Life

مثبت سوچ رکھنے والوں کے لیے یہ کبھی بھی

مشکل نہیں ہوتا کہ وہ اپنی ناکامی کو ایک نئے موقع

کی شکل میں دیکھیں

 

talluq Rakhna koi kamaal nahi

talluq nibhana kamal hai

Urdu Quotes about Life

تعلق رکھناکوئی کمال نہیں

تعلق نبھاناکمال ہے

 

logon se mlitay waqt itna mat jhuko

ke uthte waqt sahara le kar uthna parre

Urdu Quotes about Life

لوگوں سے ملتے وقت اتنا مت جھکو

کہ اُٹھتے وقت سہارا لے کر اُٹھنا پڑے

 

itni jaldi duniya ki koi cheez nahi badalti jitni

jaldi insaan ki niyat aur nazrain badal jati hain

Urdu Quotes about Life

اتنی جلدی دُنیا کی کوئی چیز نہیں بدلتی

جتنی جلدی انسان کی نیت اور نظریں بدل جاتی ہیں

 

kisi ka haal dekh kar koi faisla nah karna

kyunkay har walii ka aik maazi aur har

gunehgaar ka aik mustaqbil hota hai

Urdu Quotes about Life

کسی کا حال دیکھ کر کوئی فیصلہ نہ کرنا کیونکہ ہر ولی

کا ایک ماضی اور ہر گنہگار کا ایک مستقبل ہوتا ہے

 

gussa woh saza hai jo hum kisi aur ki

ghalti par khud ko dete hain

Urdu Quotes about Life

غصہ وہ سزا ہے جو ہم کسی اور کی غلطی

پر خود کو دیتے ہیں

 

khwahish thi jald jawan honay ki

maloom nah tha khusihyan sirf

bachpan ki maheman hoti hain

Urdu Quotes about Life

خواہش تھی جلد جوان ہونے کی

معلوم نہ تھا خوشیاں صرف بچپن کی مہمان ہوتی ہیں

 

chaltay rahen ge qaafley mere baghair bhi yahan

ik sitara toot jane se fallak tanha nahi hota

Urdu Quotes about Life

چلتے رہیں گے قافلے میرے بغیر بھی یہاں

اک ستارہ ٹوٹ جانے سے فلک تنہا نہیں ہوتا

 

zindagi ki thokrain barri nirali hoti hain

jab bhi lagti hain

ya kisi ki asliyat dikha deti hain

ya kuch nah kuch sikha deti hain

Urdu Quotes about Life

زندگی کی ٹھوکریں بڑی نرالی ہوتی ہیں جب بھی لگتی ہیں

یا کسی کی اصلیت دکھا دیتی ہیں یا کچھ نہ

کچھ سکھا دیتی ہیں

 

mujhe sikha day koi lahjoon ka hunar

mujh se mutasir nahi hotay yeh duniya walay

Urdu Quotes about Life

مجھے سکھا دے کوئی لہجوں کا ہنر

مجھ سے متاثر نہیں ہوتے یہ دنیا والے

 

manfi sochen woh bhaari boojh hai

jo hum har waqt apne sath uthaye phirtay hain

Urdu Quotes about Life

منفی سوچیں وہ بھاری بوجھ ہے

جو ہم ہر وقت اپنے ساتھ اٹھائے پھرتے ہیں

 

matti se eent eent se deewar had aur

dewaron se ghar ban jatay hain

yeh be jaan cheeze aapas mein mil sakti

hain to hum insaan kyun nahi mil satke

Urdu Quotes about Life

مٹی سے اینٹ اینٹ سے دیوار حداور دیواروں

سے گھر بن جاتے ہیں

یہ بے جان چیزیں آپس میں مل سکتی ہیں

تو ہم انسان کیوں نہیں مل سکتے

 

agar saabit qadam raho to rastay

khudbakhud ban jatay hain

Urdu Quotes about Life

اگر ثابت قدم رہو تو راستے خود بخود بن جاتے ہیں

 

itni thokrain maarny kashkrih ae zindagi

chalne ka nah sahi sambhalny ka hunar

to aa hi gaya

Urdu Quotes about Life

اتنی ٹھوکریں مارنے کا شکریہ اے زندگی چلنے کا

نہ سہی سنبھلنے کا ہنر تو آہی گیا

 

nafratoon ke itnay aadi ho chuke hain ke

mohabbat baantane walon ko bhi hum

shak ki nigah se dekhte hain

Urdu Quotes about Life

نفرتوں کے اتنےعادی ہو چکے ہیں کہ محبت بانٹنے

والوں کو بھی ہم شک کی نگاہ سے دیکھتے ہیں

 

is shakhs ko koi nahi badal sakta jis ko apne

andar koi ghalti nazar nah aaye

Urdu Quotes about Life

اس شخص کو کوئی نہیں بدل سکتا جس کو

اپنے اندرکوئی غلطی نظر نہ آئے

Click more

Leave A Reply

Please enter your comment!
Please enter your name here