So friends in this blog post you will find Sad Love Poetry in Urdu which is in pictures and text. Which you can read and share with your loved ones.
Comment us to read more Sad Love Poetry in Urdu.
35+Sad Love Poetry in Urdu
sab dhoka hai kuch nazar ka kuch jazbaat ka
سب دھوکا ہے کچھ نظر کا کچھ جذبات کا
aap jeson se kya gilah karna
aap jaisay bdalty rehtay hain
آپ جیسوں سے کیا گلا کرنا اس آپ جیسے بدلتے رہتے ہیں
taweel nah sahi mukhtasir to hoga
tairay dil ki kitaab mein zikar mera
طویل نہ سہی مختصر تو ہوگا
تیرے دل کی کتاب میں ذکر میرا
mujhe yaad arhay hain
mujhe bhool jane walay
مجھے یاد آرہے ہیں
مجھے بھول جانے والے
dil ka haram, karaye ka kamrah nahi janab
is ghar ke aap awwal o aakhir makeen hain
دل کا حرم کرائے کا کمرہ نہیں جناب
اس گھر کے آپ اول و اخر مکین ہیں
raabtey bhi rakhta hon rastay bhi rakhta hon
logon se bhi milta hon faaslay bhi rakhta hun
gham nahi karta ab chore jane walon ka
toar kar talluq mein, dar khulay bhi rakhta hon
رابطے بھی رکھتا ہوں راستے بھی رکھتا ہوں
لوگوں سے ملتا ہوں فاصلہ بھی رکھتا ہوں
غم نہیں کرتا اب چھوڑ جانے والوں کا
توڑ کر تعلق میں در کھلے بھی رکھتا
tum samjhti nahi ho warna
yeh ashaar nahi isharay hain
تم سمجھتے نہیں ہو ورنہ
یہ اشعار نہیں اشارے ہیں
aa jati hain khud lab pay mere aap ki baatein
andesha hai mein aap ko badnaam karoon ga
آ جاتی ہیں خود لب پہ میرے آپ کی باتیں
اندیشہ ہے میں آپ کو بدنام کروں گا
mohabbat nahi nazar bad kaho
yeh jis ko lagti hai barbaad kar deti hai
محبت نہیں نظر بد کہو
یہ جس کو لگتی ہے برباد کر دیتی ہے
shoq se torro dil mera mujhe kya heran karo ge
tum hi is mein rehtay ho apna hi ghar
weraan karo ge
شوق سے توڑو دل میرا مجھے کیا حیران کرو گے
تم ہی اس میں رہتے ہو اپنا ہی گھر ویران کرو گے
ashiyaney ki baat karte ho dil jalanay ki
baat karte ho
saari duniya ke ranj o gham day kar
muskurany ki baat karte ho
hum ko apni khabar nahi yaaro
tum zamane ki baat karte ho
zikar mera suna to chirh ke kaha
kis dewaane ki baat karte ho
haadsa tha guzar gaya ho ga
kiss ke jane ki baat karte ho
آشیانے کی بات کرتے ہو دل جلانے کی بات کرتے ہو
ساری دنیا کے رنج و غم دے کر مسکرانے کی بات کرتے ہو
ہم کو اپنی خبر نہیں یارو تم زمانے کی بات کرتے ہو
ذکر میرا سنا تو چڑھ کے کہا کس دیوانے کی بات کرتے ہو
حادثہ تھا گزر گیا ہوگا کس کے جانے کی بات کرتے ہو
aap apni achaiyoon par dheyaan dijiye
mein apni buraiyon ka hisaab day dun ga
آپ اپنی اچھائیوں پر دھیان دیجئے
میں اپنی برائیوں کا حساب دے دوں گا
kya khabar ab woh kahan rehta hai
khush rahay yaar jahan rehta hai
کیا خبر اب وہ کہاں رہتا ہے
خوش رہے یار جہاں رہتا ہے
kon day ga sukoon aankhon ko
kis ki taraf daikhon ke neend aajay
کون دے گا سکون آنکھوں کو
کس کی طرف دیکھوں کے نیند آ جائے
mohabbat haar ke jeena bohat mushkil
hota hai mohsin usay bas itna bta dena
bharam tora nahi karte
محبت ہار کے جینا بہت مشکل ہوتا ہے محسن
اسے بس اتنا بتا دینا بھرم توڑا نہیں کرتے
mohabbat nibhai nahi jati magar nafratoon
ke pakay hain log
محبت نبھائی نہیں جاتی مگر
نفرتوں کے پکے ہیں لوگ
kisi ko yaad karne se yun hi khud ko
be chain rakhnay se mohabbat lota nahi karti
کسی کو یاد کرنے سے یوں ہی خود کو
بے چین رکھنے سے محبت لوٹا نہیں کرتی
kisi ko day ke barson ki weerani
woh sochte hain sakoo kaisay muyassar ho
کسی کو دے کے برسوں کی ویرانی
وہ سوچتے ہیں سکوں کیسے میسر ہو
koi ilm aisa bhi ho kitabon mein
jo aasteen mein chupay saanpon ka pata day
کوئی علم ایسا بھی ہو کتابوں
جو آستین میں چھپے سانپوں کا پتہ دے
saaray apne hain mere ird gird
phir bhi is hajhoom mein tanha hon mein
سارے اپنے ہیں میرے ارد گرد
پھر بھی اس ہجوم میں تنہا ہوں میں
aao kabhi yun bhi mere paas
ke anay mein lamha aur jane mein zindagi
guzar jaye
آؤ کبھی یوں بھی میرے پاس
کہ آنے میں لمحہ اور جانے میں زندگی گزر جائے
mumkin hai teri yaado se peecha mera phoot jaye
shart itni si hai ke dil ka dharkanon se
talluq toot jaye
ممکن ہے تیری یادوں سے پیچھا میرا چھوٹ جائے
شرط اتنی سی ہے کہ دل کا دھڑکنوں سے تعلق ٹوٹ جائے
chup ho kis wajah se hamein maloom nahi magar ,
dil doob sa jata hai jab tum yaad nahi karte
چپ ہو کس وجہ سے ہمیں معلوم نہیں مگر
دل ڈوب سا جاتا ہے جب تم یاد نہیں کرتے
pehli khwahish ki baat rehne do
tum meri aakhri tamanna ho
پہلی خواہش کی بات رہنے دو
تم میری آخری تمنا ہو
hamara tazkara chhorro hum aisay log hain jin
ko nafrat kuch nahi kehti, mohabbat maar jati hai
ہمارا تذکرہ چھوڑو ہم ایسے لوگ ہیں جن کو
نفرت کچھ نہیں کہتی محبت مار جاتی ہے
har mourr pay parakhaa mere khuloos ko
waqt aaya to khud be wafa niklay
ہر موڈ پہ پرکھا میرے خلوص کو
وقت آیا تو خود بے وفا نکلے
ik tera dard hai seenay mein
ik isi marz ki dawa nahi millti
ایک تیرا درد ہے سینے میں
اک اسی مرض کی دوا نہیں ملتی
nitin saaf bhi ho to ilzaam laga diye jatay hain
mohabbat khalis bhi ho to dil toar diye jatay hain
نیتیں صاف بھی ہو تو الزام لگا دیئے جاتے ہیں
محبت خالص بھی ہو تو دل توڑ دیئے جاتے ہیں
aankhon ke qareeb to nahi lekin ,
mere dil ke bohat qareeb ho tum
آنکھوں کے قریب تو نہیں لیکن
میرے دل کے بہت قریب ہو تم
aaj phir maazi ki yaado mein kho gaya mein
poocha jo kisi ne mohabbat ka safar kaisa tha
آج پھر ماضی کی یادوں میں کھو گیا میں
پوچھا جو کسی نے محبت کا سفر کیسا تھا
be wajah hi nahi yeh khamoshi
baar baar aazamaae aur tukarhe gaye hain
بے وجہ ہی نہیں یہ خاموشی
بار بار آزمائے اور ٹھکرا گئے ہیں
kabhi hamein bhi muyassar ho roothna
unn se kabhi hamaray dil mein bhi hosla aaye
کبھی ہمیں بھی میسر ہو روٹھنا ان سے
کبھی ہمارے دل میں بھی حوصلہ آئے
woh kab ke bhool chuke hon ge
yaado vn ke qissay adeel
bhichar kar kisi se kisi ko kisi ka khayaal
kab rehta hai
وہ کب کے بھول چکے ہوں گے یادوں کے قصے عدیل
بچھڑ کر کسی سے کسی کو کسی کا خیال کب رہتا ہے
mehsoos horahee hai fiza mein uss ki khushbu
lagta hai meri yaad mein woh saans le raha hai
محسوس ہو رہی ہے فضا میں اس کی خوشبو
لگتا ہے میری یاد میں وہ سانس لے رہا ہے
is larke ka dukh bhala tum kya samjhoo ge
jisay mohabbat ghair le aur woh be rozgaar ho
اس لڑکے کا دکھ بھلا تم کیا سمجھو گے
جسے محبت گھیر لے اور وہ بے روزگار ہو
yahan mazboot se mazboot loha toot jata hai
kayi jhutay ikathay hon to sacha toot jata hai
یہاں مضبوط سے مضبوط لوہا ٹوٹ جاتا ہے
کئی جھوٹے اکٹھے ہوں تو سچا ٹوٹ جاتا ہے