Hazrat Ali Quotes in Urdu
Hazrat Ali is a famous figure in Islamic history whose profound quotes continue to inspire and guide us today.
Hazrat Ali (RA) was the fourth Caliph of the Muslims.He was the son of Abu Talib and Fatima bint Asad and he established a pure Islamic state in Medina, which is present-day Saudi Arabia.
Join us on a journey through his timeless teachings as we explore the significance of his words and explore their relevance in our modern lives.
Get ready to be uplifted by the top 30 inspirational of Hazrat Ali in urdu.That will resonate within your soul. Let’s start this Enlightenment quest together!
We release a new quote every day.
Comment for more Hazrat Ali Quotes in Urdu.
Motivational Quotes, sad Quotes, Urdu Quotes, Hazrat Ali Quotes in Urdu & Many More.
best of Hazrat Ali Quotes in Urdu
jo tum ko khushi mein yaad aaye samjhoo
tum is se mohabbat karte te ho aur jo tum
ko gham mein yaad aaye to samjhoo woh
tum se mohabbat karta hai
جو تم کو خوشی میں یاد آئے سمجھو تم اس سے محبت
کرتے ہو اور جو تم کو غم میں یاد آئے تو سمجھو
وہ تم سے محبت کرتا ہے
tumhara badtarin dost woh hai jo tumhe
ghalat baat par raazi kere
تمہارا بدترین دوست وہ ہے جو تمہیں غلط بات پر راضی کرے
jis ko tum se sachhi mohabbat ho gi woh
tum ko fuzool aur najaaiz kamon se rokay ga
جس کو تم سے سچی محبت ہوگی وہ تم کو
فضول اور ناجائز کاموں سے روکے گا
jo dukh day usay chore do lekin jis
ko chore do usay dukh nah do
جو دکھ دے اسے چھوڑ دو لیکن جس کو
چھوڑ دو اسے دکھ نہ دو
ghalat baat par gussa aana sharafat ki nishani
hai lekin gussa ko pi jana momin ki nishani hai
غلط بات پر غصہ آنا شرافت کی نشانی ہے لیکن
غصے کو پی جانا مومن کی نشانی ہے
hamesha samjhota karna sikho kyunkay
thora sa jhuk jana kisi rishte ko hamesha
ke liye toar dainay se behtar hai
ہمیشہ سمجھوتہ کرنا سیکھو کیونکہ تھوڑا سا جھک
جانا کسی رشتے کو ہمیشہ کے لیے توڑ دینے سے بہتر ہے
aisay shakhs ko kabhi mat ganwana jis ke
dil mein tumahray liye mohabbat, fikar,
izzat aur chahat ho
ایسے شخص کو کبھی مت گوانا جس کے دل
میں تمہارے لیے محبت، فکر ،عزت اور چاہت ہو
agar rizaq aqal Danish se milta to janwar
aur bewaqoof zindah hi na rehtay
اگر رزق عقل دانش سے ملتا تو جانور اور
بے وقوف زندہ ہی نہ رہتے
jo shakhs hamesha tumhari khushi chahay is
ka udaas hona tumahray liye fikar ki baat hai
جو شخص ہمیشہ تمہاری خوشی چاہے اس کا
اداس ہونا تمہارے لیے فکر کی بات ہے
kisi ka dil toar kar maffi maangna to bohat
aasaan hai lekin apna dil toot jaye to kisi
ko maaf karna bohat mushkil hai
کسی کا دل توڑ کر معافی مانگنا تو بہت آسان ہے لیکن
اپنا دل ٹوٹ جائے تو کسی کو معاف کرنا بہت مشکل ہے
aqalmand hai woh shakhs jo injaam
soch kar kaam kere
عقل مند ہے وہ شخص جو انجام سوچ کر کام کرے
kisi ka aib talaash karne walay ke misaal is
makhi ki si hai jo sara khobsorat jism
chore kar zakham par baithi hai
کسی کا عیب تلاش کرنے والے کی مثال اس مکھی سی ہے
جو سارا خوبصورت جسم چھوڑ کر زخم پر بیٹھتی ہے
hasad nah karne se badan tandrost rehta hai
حسد نہ کرنے سے بدن تندرست رہتا ہے
aisa bohat kam hota hai ke jald baazi karne
wala insaan nuqsaan nah uthaiye aur
aisa ho nahi sakta hai ke sabr karne wala
na kaam ho jaye
ایسا بہت کم ہوتا ہے کہ جلد بازی کرنے والا
انسان نقصان نہ اٹھائے اور ایسا ہو ہی نہیں سکتا
کہ صبر کرنے والا ناکام ہو جائے
usay apna koi raaz mat batao jis ka
koi raaz tumhare paas nah ho
اسے اپنا کوئی راز مت بتاؤ جس کا کوئی
راز تمہارے پاس نہ ہو
achay logon ka tumhari zindagi mein aana
tumhari qismat hoti hai aur unhein sambhaal
kar rakhna tumahra hunar
اچھے لوگوں کا تمہاری زندگی میں آنا تمہاری قسمت
ہوتی ہے اور انہیں سنبھال کر رکھنا تمہارا ہنر
jo shakhs tum par gussa kere magar phir bhi
talluq nah khatam kere woh buray waqt
mein tumhara sacha saathi hai
جو شخص تم پر غصہ کرے مگر پھر بھی تعلق
ختم نہ کرے وہ برے وقت میں تمہارا سچا ساتھی ہے
sab se bara aib yeh hai ke tum kisi par woh
aib lagao jo khud tum mein mojood hai
سب سے بڑا عیب یہ ہے کہ تم کسی پر وہ
عیب لگاؤ جو خود تم میں موجود ہے
Sabar ik aisi sawari hai jo apne sawaar ko
girnay nahi deti nah kisi ke qadmon mein
nah kisi ki nazron
صبر اک ایسی سواری ہے جو اپنے سوار کو گرنے نہیں
دیتی نہ کسی کے قدموں میں نہ کسی کی نظروں میں
jab kabhi tumhe apne rizaq mein kami nazar
anay lagey to kuch maal Allah ko day kar
Allah ke sath tijarat kar liya karo
جب کبھی تمہیں اپنے رزق میں کمی نظر آنے لگے تو
کچھ مال اللہ کو دے کر اللہ کے ساتھ تجارت کر لیا کرو
insaan ka apne dushman se intiqam ka sab
se acha tareeqa yeh hai ke woh apni
khoobiyon mein izafah kere
انسان کا اپنے دشمن سے انتقام کا سب سے اچھا
طریقہ یہ ہے کہ وہ اپنی خوبیوں میں اضافہ کرے
jab aqal kaamil ho jaye to kalaam kam ho jata hai
جب عقل کامل ہو جائے تو کلام کم ہو جاتا ہے
duniya tumhe is waqt tak nahi hara sakti jab
tak tum khud se na haar jao
دنیا تمہیں اس وقت تک نہیں ہرا سکتی
جب تک تم خود سے نہ ہار جاؤ
shak ko apne upar ghalib mat anay do warnah
tumhe duniya mein koi hamdard nahi mil sakay ga
شک کو اپنے اوپر غالب مت آنے دو ورنہ تمہیں
دنیا میں کوئی ہمدرد نہیں مل سکے گا
duniya ka Ameer shakhs woh hai jis ke
dost mukhlis hun
دنیا کا امیر شخص وہ ہے جس کے دوست مخلص ہوں
agar koi aap ki fikar karta hai to uski qader karo
kyunkay duniya mein tamashaayi ziyada aur
fikar karne walay bohat kam hotay
اگر کوئی آپ کی فکر کرتا ہے تو اس کی قدر کرو کیونکہ
دنیا میں تماشائی زیادہ اور فکر کرنے والے بہت کم ہوتے ہیں
gheebat karna kamzor aadmi ki
aakhri koshish hoti hai
غیبت کرنا کمزور آدمی کی آخری کوشش ہوتی ہے
doulat rutba aur ikhtiyar milnay se insaan
badalta nahi is ka asal chehra samnay ajata hai.
دولت رتبہ اور اختیار ملنے سے انسان بدلتا
نہیں اس کا اصل چہرہ سامنے آجاتا ہے
mohabbat daur ke logon ko qareeb aur
adawat qareeb ke logon ko daur kar deti hai
محبت دور کے لوگوں کو قریب اور عداوت قریب کے
لوگوں کو دور کر دیتی ہے
buray insaan ki sohbat se parhiz karo kyunkay
woh talwar ki terhan hai dekhnay mein
khobsorat aur assar mein khatarnaak hai
برے انسان کی صحبت سے پرہیز کرو کیونکہ وہ تلوار
کی طرح ہے دیکھنے میں خوبصورت اور اثر میں خطرناک ہے